Dil ko jabse tera khayaal aaya, Tabse isko qatre bhar qaraar na aaya,
Jabse zehen mein aks chhaya, Lamhon sang jahaan bhar simat aaya,
Kiye laakhon sawal, Har sawal pe hazaron sawaal na koi jawab aaya,
Na jane kaun saa rishta, Bandhe mujhe teri aur kheench le chala aaya..

No comments:
Post a Comment