Monday, August 14, 2023

Azad jashn mein,Vo bikhra chaman dhundta hun !

 


Bachpan mein..

Nana ki laathi pakad,  Dekha tha sunehra jahaan,

Nani ke kaseede sun,  Hue hum khub meharbaan, 

Azad jashn mein,Vo bikhra chaman dhundta hun,

Mujh mein,  Kahin khoye se insaan ko tatolta hun !