Ab na tu tera ikraar raha, Naa zindagi se koi aarzu baaqi rahaa,
Zakhm-e-sadmaa-e-dil samajhne waala hamdard saath na raha,
Kafan liye chale hain saath, Ab bas Mazar-e-deedar baaqi raha..
Aye Maula..
Lele in dhadkanon ko,Inmein jo koi hosh-e-justju baaqi na raha,
Ik tera zikr labon par, Bas tere dar pahunchne kaa aas baaqi raha..

No comments:
Post a Comment