Jiski ungli se haunsla bana tha,Jiske chaahte pe sona seekha tha,
Jiski aankhon mein zindagi mili thi,Kandhe sahare jeena seekha,
Jiske khoon-paseene se bana, Jiski chaun mein palaa bada main,
Beshumar daulat se badhkar mila, Jab Baba jeene ki wajah bana !

No comments:
Post a Comment