Nigahon ki aarzu jagi jo labon ki, Mitaaye naa mite ye talab zalim marhami,
Be-hijabaana jo tu rubaroo aa gayi, Ek jhalak mein hi dil be-panaah ho gaya,
Palkon tale hijaab mein ghuli jo nazar, Rukhsaar pe thehri hosh fana ho gaya,
Qatra qaraar naa raha dil ko,Tere husn-e-deedar mein ishq be-qaraar ho gaya!

No comments:
Post a Comment