Shakhsiyat se pare, Kirdaar jaaniye janaab,
Watan ke waste, Unki khidmat pehchaniye,
Laakhon qurbaniyon se mili hai ye aazaadi,
Har jazbaa-e-watan, Har nisaar ko jaaniye,
Bhale woh Gandhiji ho,Ya ho Shastri sahab,
Naam se nahin..
Unka Khulus-e-watan,Kidmat-e-nur maniye!

No comments:
Post a Comment