Bachpan mein..
Nana ki laathi pakad, Dekha tha sunehra jahaan,
Nani ke kaseede sun, Hue hum khub meharbaan,
Azad jashn mein,Vo bikhra chaman dhundta hun,
Mujh mein, Kahin khoye se insaan ko tatolta hun !
Likhne ka ye karwan badhtaa rahega, Sher-o-Shayari ka alam chalta rahega, Ruh se nikli awaz ko alfazon mein dhalke, Ruhaani ki syaahi se kalam likhta rahega !!